
Ram Raja Bhi Hain Aur Tapasvi Bhi Hain Lyrics – Ramayana | Jubin Nautiyal
Ram Raja Bhi Hain Aur Tapasvi Bhi Hain Lyrics from Ramayana: is latest Hindi devotional song sung by Jubin Nautiyal with music is given by Kumar Vishwas while Ram Raja Bhi Hain Aur Tapasvi Bhi Hain song lyrics are written by Kumar Vishwas. The music video stars Ranbir Kapoor and Yash and the film is directed by Nitesh Tiwari.
Ram Raja Bhi Hain Aur Tapasvi Bhi Hain Lyrics - Ramayana | Jubin Nautiyal
Ram Srishta Bhi Hain Aur Srishti Bhi Hain
Ram Drishta Bhi Hain Aur Drishti Bhi Hain
Ram Srishta Bhi Hain Aur Srishti Bhi Hain
Ram Drishta Bhi Hain Aur Drishti Bhi Hain
Ram Jeevan Bhi Hain Ram Mukti Bhi Hain
Ram Jeevan Bhi Hain Ram Mukti Bhi Hain
Ram Hain Khoj Bhi Ram Yukti Bhi Hain
Ram Hain Khoj Bhi Ram Yukti Bhi Hain
Ram Manhar Bhi Hain Aur Manasvi Bhi Hain
Ram Manhar Bhi Hain Aur Manasvi Bhi Hain
Ram Raja Bhi Hain Aur Tapasvi Bhi Hain
Ram Raja Bhi Hain Aur Tapasvi Bhi Hain
Siyavar Ram Raghunandan Raghupati Dashrath
Siyavar Ram Purushottam Dhanurdhari Siyaram
Ram Aaradhya Hain Ram Aaradhana
Ram Aaradhya Hain Ram Aaradhana
Ram Hain Sadhya Bhi Ram Hi Sadhana
Ram Hain Sadhya Bhi Ram Hi Sadhana
Ram Maanas Bhi Hain Ram Geeta Bhi Hain
Ram Maanas Bhi Hain Ram Geeta Bhi Hain
Ram Hain Ram Hi Ram Sita Bhi Hain
Ram Hain Ram Hi Ram Sita Bhi Hain
Ram Hain Dharana Ram Hi Dharm Bhi
Ram Hain Dharana Ram Hi Dharm Bhi
Ram Kaaran Bhi Hain Ram Hi Karm Bhi
Ram Kaaran Bhi Hain Ram Hi Karm Bhi
Ram Mehlon Mein Hain Ram Jungle Mein Hain
Ram Mehlon Mein Hain Ram Jungle Mein Hain
Ram Hain Shok Mein Ram Mangal Mein Hain
Ram Hain Shok Mein Ram Mangal Mein Hain
Ram Har Yug Mein Hain Ram Har Pal Mein Hain
Ram Har Yug Mein Hain Ram Har Pal Mein Hain
Ram Hain Aaj Mein Ram Hi Kal Mein Hain
Ram Hain Aaj Mein Ram Hi Kal Mein Hain
Ram Grihasth Bhi Hain Ram Hain Sant Bhi
Ram Grihasth Bhi Hain Ram Hain Sant Bhi
Ram Aarambh Bhi Ram Hi Ant Bhi
Ram Aarambh Bhi Ram Hi Ant Bhi
Ram Aarambh Bhi Ram Hi Ant Bhi
Ram Aarambh Bhi Ram Hi Ant Bhi
Ram Aarambh Bhi Ram Hi Ant Bhi
Ram Raja Bhi Hain Aur Tapasvi Bhi Hain Music Video
Jubin Nautiyal's Hits
Ram Raja Bhi Hain Aur Tapasvi Bhi Hain Song Details:
| Song | Ram Raja Bhi Hain Aur Tapasvi Bhi Hain |
|---|---|
| Album | Ramayana |
| Artist | Jubin Nautiyal, Kumar Vishwas |
| Lyricist | Kumar Vishwas |
| Musician | Jai Kothari, Kumar Vishwas, Pranav Parab |
| Cast | Ranbir Kapoor, Yash |
| Director | Nitesh Tiwari |
| Label | T-Series |