
Tum Mujhe Yun Bhula Na Paoge Song Lyrics – Mohammed Rafi
Tum Mujhe Yun Bhula Na Paoge Song Lyrics from Pagla Kahin Ka: is a classic Hindi song sung by Mohammed Rafi with music composed by Shankar-Jaikishan and lyrics written by Hasrat Jaipuri. Featuring Shammi Kapoor and Asha Parekh, this timeless melody from the film Pagla Kahin Ka is released under the Saregama label.
Tum Mujhe Yun Bhula Na Paoge Song Lyrics - Mohammed Rafi
Tum Mujhe Yun Bhula Na Paoge
Haan, Tum Mujhe Yun Bhula Na Paoge
Jab Kabhi Bhi Sunoge Geet Mere
Sang Sang Tum Bhi Gungunaoge
Haan Tum Mujhe Yun Bhula Na Paoge
Ho Tum Mujhe Yoon
Wo Bahare Wo Chandni Raatein
Humne Kee Thi Jo Pyaar Ki Baate
Wo Bahare Wo Chandni Raatein
Humne Kee Thi Jo Pyaar Ki Baate
Un Nazaron Ki Yaad Aayegi
Jab Khayalon Mein Mujhko Laoge
Haan Tum Mujhe Yun Bhula Na Paoge
Ho Tum Mujhe Yun
You are reading lyrics on LyricsRead.com
Mere Haathon Me Tera Chehra Tha
Jaise Koi Gulab Hota Hai
Mere Haathon Me Tera Chehra Tha
Jaise Koi Gulab Hota Hai
Aur Sahara Liya Tha Baahon Ka
Wo Shaama Kis Tarah Bhulaoge
Haan Tum Mujhe Yu Bhula Na Paoge
Ho Tum Mujhe Yoon
Mujhko Dekhe Bina Karaar Na Thaa
Ek Aisa Bhi Daur Guzra Hai
Mujhko Dekhe Bina Karaar Na Thaa
Ek Aisa Bhi Daur Guzra Hai
Jhooth Maanu Toh Poochlo Dil Se
Main Kahunga Toh Rooth Jaoge
Haan Tum Mujhe Yoon Bhoola Na Paoge
Jab Kabhi Bhi Sunoge Geet Mere
Sang Sang Tum Bhi Gungunaoge
Haan Tum Mujhe Yoon Bhoola Na Paoge
Ho Tum Mujhe Yoon
You are reading lyrics on LyricsRead.com
Tum Mujhe Yun Bhula Na Paoge Music Video
Mohammed Rafi's Hits
Tum Mujhe Yun Bhula Na Paoge Song Details:
| Song | Tum Mujhe Yun Bhula Na Paoge |
|---|---|
| Album | Pagla Kahin Ka |
| Artist | Mohammed Rafi |
| Lyricist | Hasrat Jaipuri |
| Musician | Shankar-Jaikishan |
| Cast | Asha Parekh, Helen, K. N. Singh, Madhavi, Manmohan Krishna, Mohan Choti, Prem Chopra, Shammi Kapoor |
| Director | Shakti Samanta |
| Label | Saregama |