
Siya Ram Tumhare Charano Mein Lyrics – Sonu Nigam
Siya Ram Tumhare Charano Mein Lyrics: is latest Hindi devotional song sung by Sonu Nigam with music is given by Kunwar Anshith while Siya Ram Tumhare Charano Mein song lyrics are written by Manoj Muntashir. The music video features Jayshankar Tripathi, Hearty Singh and Jyotika Chehal and is released under T-Series.
Siya Ram Tumhare Charano Mein Lyrics - Sonu Nigam
Hum Uske Pujari Hain Jiski
Puja Ye Chaaron Dhaam Kare
Hum Uske Pujari Hain Jiski
Puja Ye Chaaron Dhaam Kare
Kya Chinta Hai Hum Bhakton Ko
Jab Chinta Hamari Ram Kare Ram Kare
Hey Ram Siya
Hey Ram Siya Lo Tek Diya
Yeh Maatha Tumhare Charano Me
Rehna Hai Hume Hey Raghunandan
Din Raat Tumhare Charano Mein
Humne To Thikana Dhoondh Liya
Raghunath Tumhare Charano Mein
Raghunath Tumhare Charano Mein
Chhod Ke Saara Jagat Tumhi Ko
Hey Avtaari Dhoondhenge
Ho Chhod Ke Saara Jagat Tumhi Ko
Hey Avtaari Dhoondhenge
Tod Ke Saari Moti Hum Toh
Chhabiyan Tumhari Dhoondhenge
Chhabiyan Tumhari Dhoondhenge
Rehne Do Humein Bajrangbali
Ke Saath Tumhare Charano Mein
Rehna Hai Humein Hey Raghunandan
Din Raat Tumhare Charano Mein
Humne Toh Thikana Dhoondh Liya
Raghunath Tumhare Charano Mein
Raghunath Tumhare Charano Mein
Koi Jaadu Hai In Paanv Mein
Santaap Ye Sab Har Lete Hain
Ye Charan Kamal Se Komal Hain
Par Sharan Sheela Si Dete Hain
Yeh Paanv Chhod Ke Narayan
Hum Aur Kahin Jaayenge Nahin
Jo Humko Mila Pad Pankaj Mein
Kahin Aur Wo Sukh Paayenge Nahin
Kahin Aur Wo Sukh Paayenge Nahin
Ho Vaikunth Mein Bhi Woh Baat Kahan
Jo Baat Tumhare Charano Mein
Rehna Hai Humein Hey Raghunandan
Din Raat Tumhare Charano Mein
Humne To Thikana Dhoondh Liya
Raghunath Tumhare Charano Mein
Raghunath Tumhare Charano Mein
Siya Ram Tumhare Charano Mein Music Video
Sonu Nigam's Hits
Siya Ram Tumhare Charano Mein Song Details:
| Song | Siya Ram Tumhare Charano Mein |
|---|---|
| Artist | Sonu Nigam |
| Lyricist | Manoj Muntashir |
| Musician | Kunwar Anshith |
| Cast | Hearty Singh, Jayshankar Tripathi, Jyotika Chehal |
| Label | T-Series |