
O Mere Saajan Lyrics – Ranabaali | Javed Ali, Shweta Mohan
O Mere Saajan Lyrics from Ranabaali: is a latest Hindi song sung by Javed Ali and Shweta Mohan with music is given by Ajay-Atul while O Mere Saajan song lyrics are written by Kshitij Patwardhan. The music video starring Vijay Deverakonda and Rashmika Mandanna and directed by Rahul Sankrityan.
O Mere Saajan Lyrics - Ranabaali
O Mere Saajan Kyun Khila Khila Chaand Yeh
Jhoome Mera Mann Ab Tu Jo Mila Hai
Kyun Aisi Khushbu Saanson Mein Ghul Gayi
Kya Hai Ye Jaadu Main Bhi Pighal Gayi
Ab Neend Nahin Chain Nahi Kaise Kahun Main
Teri Bahon Mein Ho Teri Bahon Mein
Bas Mera Rahe Tu Aur Teri Rahun Main
Teri Bahon Mein Ho Teri Bahon Mein
Bas Mera Rahe Tu Aur Teri Rahun Main
Chhedun Main Jo Tujhe Ek Lahar Uthe Re
Honthon Ko Chhu Lu To Tan Sihar Uthe Re
Aag Ye Dil Mein Har Pal Yeh Jalegi
Zindagi Sari Yeh Roshan Karegi
Beraham Kyun Lage Tera Tevar Ye Teekha
Kisi Ko Na Dikha Dil Shehad Se Meetha
Saat Janam Mein Ab Sath Rahungi
Kitne Bhi Gam Ho Main Saare Sahungi
Pehle Main Sahunga Phoolon Sa Main Rakhunga
Hone Doon Na Tujhe Koi Dard Bhi Halka
Ho Tere Saath Saari Zindagi Hogi Chhaav Me
Teri Bahon Mein Ho Teri Bahon Mein
Bas Mera Rahe Tu Aur Teri Rahun Main
Teri Bahon Mein Ho Teri Bahon Mein
Bas Mera Rahe Tu Aur Teri Rahun Main
Khatti Si Meethi Si Teri Meri Kahani
Tu Kahe Woh Wahi Ranabaali Ki Raani
Banke Main Paayal Tere Kadmon Ko Choomun
Aur Jaha Chale Tu Sang Tere Main Ghoomun
Tu Hi Hai Aasmaan Sooraj Tu Chaand Tu
Dophar Hai Dhoop Ki Thandi Si Shanjh Tu
Mera Savera Aur Tera Andhera
Ab Se Jo Hai Tera Woh Aadha Hai Mera
Tere Bin Jee Na Paaun Kise Main Samjhaun
Tu Mera Ghar Hai Sansaar Tu Mera
Nanha Tere Jaisa Hi Ho Maangun Dua Main
Teri Bahon Mein Ho Teri Bahon Mein
Bas Mera Rahe Tu Aur Teri Rahun Main
Teri Bahon Mein Ho Teri Bahon Mein
Bas Mera Rahe Tu Aur Teri Rahun Main
O Mere Saajan Music Video
Javed Ali's Hits
O Mere Saajan Song Details:
| Song | O Mere Saajan |
|---|---|
| Album | Ranabaali |
| Artist | Javed Ali, Shweta Mohan |
| Lyricist | Kshitij Patwardhan |
| Musician | Ajay-Atul |
| Cast | Rashmika Mandanna, Vijay Deverakonda |
| Director | Rahul Sankrityan |
| Label | T-Series |