Mahiya Lyrics – Badshah | Shreya Ghoshal cover image

Mahiya Lyrics – Badshah | Shreya Ghoshal

Mahiya Lyrics: is a latest Hindi song sung by Badshah and Shreya Ghoshal, with music composed by Badshah and produced by Hiten. The song lyrics are written by Badshah, featuring sarangi by Momin Khan and guitars by Rhythm Shaw. The track is mixed and mastered by Hanish Taneja.

Mahiya Lyrics - Badshah | Shreya Ghoshal

Mahiya Ye Jhumke Bindiya
Chura Ke Nindiya Le Jayenge Teri
Oo Piya Tujhe Hi Dil Diya
Haan Kaun Is Tarah Ho Jayegi Teri

Mahiya Yeh Jhumke Bindiya
Chura Ke Nindiya Le Jayenge Teri
Oo Piya Tujhe Hi Dil Diya
Haan Kaun Is Tarah Ho Jayegi Teri

Teri Aankhein Bataye
Ke Tu Soyi Nahi Hai
Sukoon Humko Bhi Nahi Hai
Mujhe Dekh Ke Shayad
Lage Naa Tujhe
Par Aashiq Mere Jaisa
Koi Nahi Hai

Wajib Bechainiyan Hai Teri
Mujh Mein Bhi Khaamiyan Batheri
Chahe Jahan Bhi Jaaun Dikhe
Mujh Pe Nishaaniyan Hai Teri

Jo Tu Na Dikhe
Toh Ye Aankhein Kis Kaam Ki
Zikr Na Tera
Toh Ye Baatein Kis Kaam Ki

Fikr Na Kisi Bhi Baat Ki
Kar Tu Khaamakha
Bina Rani Ke Badshah
Kis Kaam Ka

Mahiya Yeh Jhumke Bindiya
Chura Ke Nindiya Le Jayenge Teri
Oo Piya Tujhe Hi Dil Diya
Haan Kaun Is Tarah Ho Jayegi Teri

Sukoon Denge Sanak Denge
Zameen Denge Falak Denge
Jo Maangega Tu Haske Jaan
Tere Hanthon Me Rakh Denge

Bekhabar Rakh Thodi Si Khabar
Kari Na Jo Qadar Ho Jayegi Deri

Teri Parchaayi Main Banu
Tanhai Main Jarun
Teri Aahein Main Bharu
Maine Maanga Tujhe
Lagi Aake Mujhe
Kisi Dua Ke Jaise Tu

Teri Parchaayi Main Banu
Tanhai Main Jarun
Teri Aahein Main Bharu
Maine Maanga Tujhe
Lagi Aake Mujhe
Kisi Dua Ke Jaise Tu
Ho Jaaye Tere

Its Your Boy!

Ho Jaaye Deri..

If Found Any Mistake in Lyrics?, please report them here! Report

Mahiya Music Video

Mahiya Song Details:

SongMahiya
ArtistBadshah, Shreya Ghoshal
LyricistBadshah
MusicianBadshah, Hiten, Momin Khan, Rhythm Shaw

Mahiya Song FAQs

Who performed the song "Mahiya"?

The song "Mahiya" was performed by Badshah, Shreya Ghoshal.

Who wrote the lyrics for "Mahiya"?

The lyrics of "Mahiya" were written by Badshah.

Who composed the music for "Mahiya"?

The music for "Mahiya" was composed by Badshah, Hiten, Momin Khan, Rhythm Shaw.