Jaaniya Song Lyrics – Arijit Singh

Jaaniya song lyrics by Arijit Singh feature words by Akshay K Saxena and tunes by Raajeev V Bhalla. This Hindi track shows pure love and strong feelings, talking about deep care and missing someone. Its simple words and sweet music make listeners feel warm inside, showing the beauty of true connection and heart felt emotions.

Jaaniya Lyrics - Arijit Singh

Teri Meri Lakeeron Ko
Manzil Mil Gayi
Roothi Tooti Khwahishan Di
Gallan Mann Gayi

Tera Saaya Hua Meharbaan
Tera Saaya Hua Meharbaan
Jaaniya Ho Ho.. Jaaniya
Jaaniya Jaaniya

Kismat Te Chhayi Gham Di
Ghata Mud Gayi
Hmm.. Teri Meri Lakeeron Ko
Manzil Mil Gayi

Roothi Tooti Khwahishan Di
Gallan Mann Gayi
Fariyadein Chali Charon Pehar
Sooni Yeh Raahon Pe Bichhiyan Nazar

Fariyadein Fariyadein
Fariyadein Chali Charon Pehar
Sooni Yeh Raahon Pe Bichhiyan Nazar
Pyaas Aas Nu Na Mile

Dar Dil Nu Na Dhadkan Di Khabar
Tera Saaya Hua Meharbaan
Tera Saaya Hua Meharbaan

Jaaniya Jaaniya Jaaniya Jaaniya
Tere Nagme Bane Meri Nazam
Khuda Ne Likha Hai Aisa Milan
Khuda Ne Khuda Ne

Tere Nagme Bane Meri Nazam
Khuda Ne Likha Hai Aisa Milan
Tanha Rehna Na Ik Pal Bhar
Jism Rooh Ja Tere Nazar

Tera Saaya Hua Meharbaan
Tera Saaya Hua Meharbaan
Jaaniya Jaaniya Jaaniya Jaaniya

Kismat Te Chhayi Gham Di
Ghata Mud Gayi
Teri Meri Lakeeron Ko
Manzil Mil Gayi

Roothi Tooti Khwahishan Di
Gallan Mann Gayi Ho Ho…

If Found Any Mistake in Lyrics?, please report them here! Report

Jaaniya Music Video

Jaaniya Song Details:

SongJaaniya
ArtistArijit Singh
LyricistAkshay K Saxena
MusicianRaajeev V Bhalla

Jaaniya Song FAQs

Who performed the song "Jaaniya"?

The song "Jaaniya" was performed by Arijit Singh.

Who wrote the lyrics for "Jaaniya"?

The lyrics of "Jaaniya" were written by Akshay K Saxena.

Who composed the music for "Jaaniya"?

The music for "Jaaniya" was composed by Raajeev V Bhalla.