Hawa Hawa Ye Hawa Lyrics – Hassan Jahangir
Hawa Hawa Lyrics by Md Nasir sung by Hassan Jahangir is a timeless 1980s Pakistani Urdu pop hit asking the wind to reveal a beloved’s whereabouts with its catchy, romantic melody. Popular across South Asia for its infectious rhythm. Keyword: Hawa Hawa Lyrics Hassan Jahangir.
Hawa Hawa Ye Hawa Lyrics - Hassan Jahangir
Hawa Hawa Ye Hawa Khushboo Luta De
Kahan Khuli? Haan Khuli Zulf Bata De
Ab Uska Pata De Zara Mujhko Bata De
Main Us Se Milunga Ek Baar Mila De
Yaar Mila De Dildaar Mila De
Yaar Mila De Dildaar Mila De
Hawa Hawa Ye Hawa Khushboo Luta De
Kahan Khuli? Haan Khuli Zulf Bata De
Ab Uska Pata De Zara Mujhko Bata De
Main Us Se Milunga Ek Baar Mila De
Yaar Mila De Dildaar Mila De
Yaar Mila De Dildaar Mila De
Phir Kisi Ke Chehre Ka Rang Khil Gaya
Bichhda Hua Aaj Koi Usko Mil Gaya
Ho Phir Kisi Ke Chehre Ka Rang Khil Gaya
Bichhda Hua Aaj Koi Usko Mil Gaya
Kaise Mil Gaya? Kahan Mil Gaya?
Hum Ne To Dhoond Liya Saara Zamaana
Hawa Hawa Ye Hawa Khushboo Luta De
Kahan Khuli? Haan Khuli Zulf Bata De
Ab Uska Pata De Zara Mujhko Bata De
Main Us Se Milunga Ek Baar Mila De
Yaar Mila De (Dildaar Mila De)
Yaar Mila De (Dildaar Mila De)
Ye Ada Bhi Uski Kya Kaam Kar Gayi
Jaate-Jaate Ek Haseen Shaam Kar Gayi
Ye Ada Bhi Uski Kya Kaam Kar Gayi
Jaate-Jaate Ek Haseen Shaam Kar Gayi
Shaam Kar Gayi Tere Naam Kar Gayi
Aise Haseen Chehre Ko Ab Na Bhulana
Hawa Hawa Ye Hawa Khushboo Luta De
Kahan Khuli Haan Khuli Zulf Bata De
Ab Uska Pata De Zara Mujhko Bata De
Main Us Se Milunga Ek Baar Mila De
Yaar Mila De (Dildaar Mila De)
Yaar Mila De (Dildaar Mila De)
Zindagi Ki Dhoop Ko Saaya Kar Gayi
Aaj Mere Paas Se Wo Guzar Gayi
Zindagi Ki Dhoop Ko Saaya Kar Gayi
Aaj Mere Paas Se Wo Guzar Gayi
Usne Jo Kaha Tumne Bhi Suna
Ye Baat Aur Kisi Ko Na Batana
Hawa Hawa Ye Hawa Khushboo Luta De
Kahan Khuli Haan Khuli Zulf Bata De
Ab Uska Pata De Zara Mujhko Bata De
Main Us Se Milunga Ek Baar Mila De
Yaar Mila De (Dildaar Mila De)
Yaar Mila De (Dildaar Mila De)
Hawa Hawa Ye Hawa Khushboo Luta De
Kahan Khuli Haan Khuli Zulf Bata De
Ab Uska Pata De Zara Mujhko Bata De
Main Us Se Milunga Ek Baar Mila De
Yaar Mila De (Dildaar Mila De)
Yaar Mila De (Dildaar Mila De)
You are reading lyrics on LyricsRead.com
Hawa Hawa Music Video
Hawa Hawa Song Details:
| Song | Hawa Hawa |
|---|---|
| Artist | Hassan Jahangir |
| Lyricist | Md Nasir |
| Musician | Hassan Jahangir |
| Label | Ishtar Music |