Gaya Kaam Se Lyrics – Armaan Malik | Hindi Song 2026

Gaya Kaam Se Lyrics from Armaan Malik: is latest 2026 Hindi pop song sung by Armaan Malik with music is given by Bhrigu Parashar while Gaya Kaam Se song lyrics are written by Bhrigu Parashar and Armaan Malik. The music video featuring Armaan Malik and the Armaanians is directed by Daboo Malik and Hashim Bachooali.

Gaya Kaam Se Lyrics - Armaan Malik

Ek Hi Baar Dekh Ke Aakhon Mein Tu Chaa Gaya
Thodi Hi Der Mein Kahin Mujhe Chain Sa Aa Gaya

Dil Aa Gaya Tu Dil Lagana
Ishq Hua To Aazmana
Koi Wajah Koi Bahana
Bhi Zaroori Hai Kya

Na Lena Dena Naam Se Na Jaan Pehchan Se
Na Ghar Ka Pata Bas Itna Pata
Ke Mai To Gaya Kaamse
Na Lena Dena Naam Se Na Jaan Pehchaan Se
Na Ghar Ka Pata Bas Itna Pata
Ke Main To Gaya Kaamse

Manchala Manchala
Idhar Udhar Kidhar Kya Bataun
Dhundti Besabar Nazar
Asar Tera Kya Bataun

Baat Bani To Baat Badhana
Pyaar Hua To Pyaar Jatana
Koi Wajah Koi Bahana
Bhi Zaroori Hai Kya

Kya Hoga Intezaar Se Is Dil Ke Armaan Se
Na Kalka Pata Bas Itna Pata
Ke Main To Gaya Kaam Se
Na Lena Dena Naam Se Na Jaan Pehchaan Se
Na Kalka Pata Bas Itna Pata
Ke Main To Gaya Kaam Se

Shuru Ho Muskaan Se Khatam Meri Jaan Pe
Na Din Ka Pata Bas Itna Pata Ke Main To Gaya Kaam Se

If Found Any Mistake in Lyrics?, please report them here! Report

Gaya Kaam Se Music Video

Gaya Kaam Se Song Details:

SongGaya Kaam Se
ArtistArmaan Malik
LyricistArmaan Malik, Bhrigu Parashar
MusicianBhrigu Parashar
CastArmaan Malik, Armaanians
DirectorDaboo Malik, Hashim Bachooali
LabelAlways Music Global

Gaya Kaam Se Song FAQs

Who performed the song "Gaya Kaam Se"?

The song "Gaya Kaam Se" was performed by Armaan Malik.

Who wrote the lyrics for "Gaya Kaam Se"?

The lyrics of "Gaya Kaam Se" were written by Armaan Malik, Bhrigu Parashar.

Who composed the music for "Gaya Kaam Se"?

The music for "Gaya Kaam Se" was composed by Bhrigu Parashar.

Which actors or actresses are featured in the video for "Gaya Kaam Se"?

The video for "Gaya Kaam Se" features Armaan Malik, Armaanians in prominent roles.

Who directed the video for "Gaya Kaam Se"?

The video for "Gaya Kaam Se" was directed by Daboo Malik, Hashim Bachooali.

Which music label released the song "Gaya Kaam Se"?

The song "Gaya Kaam Se" was released under the label Always Music Global.